Seller Forums
Sign in
Sign in
imgSign in
imgSign in
user profile
Seller_hvaPlsawG7izu

Warning About Unethical Practices by Easy Ship Team – Wrongful Returns and Scamming & Rishwat Demand

Hi fellow sellers,

Main apna experience share karna chahta hoon jo maine Amazon Easy Ship team ke sath face kiya, taki aap sab log bhi is tarah ke situation se bach sakein.

Mere 2 shipments wapas kar diye gaye, aur jo reason diya gaya tha woh yeh tha ki "wrong shipping return label" parcel par laga tha. Yeh bilkul galat tha, kyunki maine sabhi labels sahi tareeke se Amazon ke guidelines ke mutabiq lagaye the.

Jo sabse zyada pareshan karne wala hissa hai, woh yeh hai ki pickup ke pehle, Easy Ship staff ne mujhse RISHWAT maangi thi taaki shipment mein koi dikkat na aaye. Maine majboori mein do baar RISHWAT di, soch kar ki yeh mera seller profile protect karega aur problem solve ho jayegi. Lekin, phir bhi dono shipments return kar diye gaye, aur ab main uske consequences ka samna kar raha hoon.

Yeh hai jo kuch hua:

Easy Ship team ne claim kiya ki return label mein issue hai, jo bilkul galat tha.

Maine RISHWAT di, soch kar ki mere account ko safe rakha ja sake.

Shipments wapas kar diye gaye, jisne meri reputation aur business ko nuksaan pahunchaya.

Jab maine unse explanation maangi, toh staff ne koi valid reason nahi diya aur ab tak koi solution nahi mila hai.

Iske alawa, aaj bhi mera ek scheduled pickup miss ho gaya Muzaffarnagar, U.P. se, kyunki maine RISHWAT dene se mana kar diya tha. Pickup boy Ajay ne galat label ka bahana banake wapas kar diya, jab maine mana kiya toh usne rude tareeke se baat ki. Unhone open tareeke se RISHWAT maangi aur Amazon ki policies ka koi khauf nahi tha.

Yeh bahut hi frustrating aur unfair experience raha hai, aur main chahunga ki baaki sellers bhi in unethical practices se aware rahein. Main Amazon ke sath isko escalate karne ki koshish kar raha hoon, lekin aap sabko bhi share karna zaroori hai taaki aap sabko koi dikkat na ho.

Agar kisi ne is tarah ka issue face kiya hai ya koi advice hai toh zaroor share karein. Hum sabko milke apne businesses ko aise issues se bachaana hoga.Stay safe,

14 views
0 replies
Tags:MFN, Seller fulfilled, Shipping labels
00
Reply

Follow this discussion to be notified about new activity

by Seller_hvaPlsawG7izu

Quick filters
Sort by